Mata Parvati Aarti

Jai Parvati Mata,
Jai Parvati Mata,
Brahma Sanatan Devi,
Shubh Fal Ki Data ।
॥ Jai Parvati Mata...॥
Arikul Kantak Nasani,
Nij Sevak Trata,
Jagjanani Jagdamba,
Harihar Gun Gata ।
॥ Jai Parvati Mata...॥

Singh Ko Vahan Saje,
Kundal Hai Satha,
Dev Vadhu Jas Gavat,
Niratya Karat Ta Tha ।
॥ Jai Parvati Mata...॥

Satyug Roop Atisundar,
Nam Sati Kahlata,
Hemanchal Ghar Janmi,
Sakhiyan Sang Rata ।
॥ Jai Parvati Mata...॥

Shumbh Nishumbh Vidare,
Hemachal Sthata,
Sahastra Bhuja Tanu Dharike,
Chakra Liyo Hatha ।
॥ Jai Parvati Mata...॥

Srashti Roop Tumhi Hai Janani,
Shiv Sang Rang Rata,
Nandi Bhringi Been Lahi,
Sara Jag Madmata ।
॥ Jai Parvati Mata...॥

Devan Araj Karat Hum,
Charan Dhyan Lata,
Teri Kripa Rahe Too,
Man Nahi Bharmata ।
॥ Jai Parvati Mata...॥

Maiya Ji Ki AAarti,
Bhakti Bhav Se Jo Nar Gata,
Nity Sukhi Rah Karake,
Sukh Sampatti Pata ।
॥ Jai Parvati Mata...॥

Jai Parvati Mata,
Jai Parvati Mata,
Brahma Sanatan Devi,
Shubh Fal Ki Data ।

About Mata Parvati Aarti

Mata Parvati is the Hindu goddess of fertility, love, beauty, and marriage. She is the consort of Lord Shiva and the mother of Ganesha and Kartikeya. The Puranas describe her as the daughter of the mountain king Himavan and the queen Mena. The Mata Parvati Aarti is a beautiful devotional song dedicated to the goddess. It is sung in praise of her many virtues and qualities. The lyrics of the song describe her as the giver of life, the bringer of happiness, and the protector of her devotees. The song is a perfect way to show your devotion and love for Mata Parvati.