VividhGyan Logo

Mata Kalratri Ki Aarti

Kalaratri Jai-jai-mahakali.
Kaal Ke Muh Se Bachane Wali.

Dusht Sangharak Naam Tumhara.
Mahachandi Tera Avtar.

Prithvi Aur Aakash Pe Sara.
Mahakali Hai Tera Pasara.

Khadag Khappar Rakhne Wali.
Dushton Ka Lahoo Chakhne Wali.

Kalkatta Sthan Tumhara.
Sab Jagah Dekhoon Tera Najara.

Sabhi Devta Sab Nar-nari.
Gawen Stuti Sabhi Tumhari.

Raktdanta Aur Annapoorna.
Kripa Kare to Koi Bhi Duhkh Na.

Na Koi Chinta Rahe Bimari.
Na Koi Gam Na Sankat Bhari.

Us Par Kabhi Kasht Na Aaven.
Mahakali Maa Jise Bachabe.

Tu Bhi Bhakt Prem Se Kah.
Kalratri Maa Teri Jai.

Mata Kalratri Ki Aarti About

Mata Kalratri is worshipped on the seventh day of Navratri and is known to destroy fear, anxiety, and negative energies. Her Aarti grants devotees mental peace, courage, and positive energy.

Meaning

The Aarti describes Mata Kalratri’s fierce form, her four arms, dense hair, and her nature of destroying evil forces. It prays for fearlessness and liberation from troubles for her devotees.

Benefits

  • Destruction of inner fear and anxiety
  • Increase in physical and mental strength
  • Positive changes and success in life
  • Protection from evil eye and negative energies

Significance

Mata Kalratri’s Aarti is especially performed on the seventh day of Navratri. This Aarti bestows special blessings of the Mother and brings happiness and peace in life.