Jai Sanmati Deva,
Prabhu Jai Sanmati Deva ।
Vardhman Mahaveer Veer Ati,
Jai Sankat Cheva ॥
॥ Om Jai Sanmati Deva...॥
Siddharath Nrap Nand Dulare,
Trishala Ke Jaye
Kundalpur Avatar Liya,
Prabhu Surnar Harshaye ॥
॥ Om Jai Sanmati Deva...॥
Dev Indra JanmaBhishek Kar,
Ur Pramod Bhariya
Roop Aapaka Lakh Nahi Payen
Sahas Aankh Dhariya ॥
॥ Om Jai Sanmati Deva...॥
Jal Mein Bhinn Kamal Jo Rahiye,
Ghar Mein Baal Yati
Rajpat Aishwarya Chod Sab,
Mamata Moh Hati ॥
॥ Om Jai Sanmati Deva...॥
Bharah Varsh Jhadmavastha Main,
Aatma Dhyaan Kiya
Ghati Karm Choor Choor,
Prabhu Keval Gyaan Liya ॥
॥ Om Jai Sanmati Deva...॥
Pavapur Ke Bheech Sarovar,
Aakar Yog Kase
Hane Aghatiya Karm Shtru Sab,
Shivpur Jaye Base ॥
॥ Om Jai Sanmati Deva...॥
Bhomandal Ke Chandanpur Main,
Mandir Madhya Lase
Shant Jineshwar Murti Aapaki,
Darshan Paap Nase ॥
॥ Om Jai Sanmati Deva...॥
KarunaSagar Karuna Keeje,
Aakar Sharan Gahi
DeenDayala JagPratipala,
Anand Bharan Tu Hi ॥
॥ Om Jai Sanmati Deva...॥
Jai Sanmati Deva,
Prabhu Jai Sanmati Deva ।
Vardhman Mahaveer Veer Ati,
Jai Sankat Cheva ॥
Shri Mahaveer Bhagwan aarti is one of the most beautiful and popular aartis among Hindus. It is sung in devotion to Lord Mahaveer, the 24th and last Tirthankara of Jainism. The aarti is sung in praise of Lord Mahaveer's qualities of truth, knowledge and bliss. The aarti also describes Lord Mahaveer as the destroyer of all sorrows and the giver of happiness and peace.