Shri Kuber Aarti, Jai Kuber Swami

Jai Kuber Swami,
Prabhu Jai Kuber Swami,
Hai Samrath Paripuran ।
Hai Samrath Paripuran ।
Hai Antaryami ॥
Om Jai Kuber Swami
Prabhu Jai Kuber Swami..
Jai Kuber Swami,
Prabhu Jai Kuber Swami,
Hai Samrath Paripuran ।
Hai Antaryami ।
॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥
Prabhu Jai Kuber Swami..

Vishrava Ke Laal Idvida Ke Pyare,
Maa Idvida Ke Pyare,
Kaveri Ke Nath Ho ।
Shivji Ke Dulare ।
॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥
Prabhu Jai Kuber Swami..

Manigravi Minaakshi Devi,
Nalkuber Ke Taat,
Prabhu Nalkuber Ke Taat
Devlok Mein Jaagrt ।
Aap Hi Ho Sakshat ।
॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥
Prabhu Jai Kuber Swami..

Reva Narmada Tat
Shobha Atibhari
Prabhu Shobha Atibhari
Karnali Mein Virajat ।
Bhole Bhandaari ।
॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥
Prabhu Jai Kuber Swami..

Vandhya Putr Ratan Aur
Nirdhan Dhan Paye
Sab Nirdhan Dhan Paye
Manvanchhit Phal Dete ।
Jo Man Se Dhyaye ।
॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥
Prabhu Jai Kuber Swami..

Sakal Jagat Mein Tum Hi
Sab Ke Sukhdata
Prabhu Sab Ke Sukhdata
Daas Jaiant Kar Vande
Jaaye Balihari ।
॥ Om Jai Kuber Swami.. ॥
Prabhu Jai Kuber Swami..

Jai Kuber Swami,
Prabhu Jai Kuber Swami,
Hai Samarath Paripuran ।
Hai Samarath Paripuran ।
Hai Antaryami ॥
Om Jai Kuber Swami
Prabhu Jai Kuber Swami..

About Shri Kuber Aarti, Jai Kuber Swami

Shri Kuber Aarti is a popular aarti (hymn) sung in praise of Lord Kuber, the Hindu god of wealth. Jai Kuber Swami is another name for Lord Kuber. The aarti begins with the words "Jai Kuber Swami" and goes on to extol the Lord's virtues. It describes him as the giver of wealth and prosperity, and as the protector of his devotees. The aarti is a beautiful expression of devotion to Lord Kuber, and is sure to please him. It is sung with great feeling and devotion, and is sure to bring blessings from the Lord.