Chandraghanta Mata Ki Aarti

Jai Maa Chandraghanta Sukh Dhaam ।
Purn Kijjo Mere Sabhi Kaam ।
Chandra Smaan Tum Sheetal Daati ।
Chandra Tej Kirano Me Smaati ।
Krodh Ko Shaant Karne Vaali ।
Meethe Bhol Shikane Vaali ।
Mann Ki Maalak Mann Bhaati Ho ।
Chandra Ghanta Tum Vardaati Ho ।
Sundar Bhaav Ko Laane Vaali ।
Har Shankt Me Bachane Vaali ।
Har Budhvaar Jo Tujhe Dhaaye ।
Shradha Sahit Jo Vinay Sunaaye ।
Murti Chandra Aakar Bnaaye ।
Sanmukh Ghee Ki Jyoti Jlaye ।
Sheesh Jhuka Kahe Mann Ki Baata ।
Purn Aas Karo Jagdaata ।
Kaachipur Sthaan Tumhara ।
Karanitka Me Maan Tumhra ।
Naam Tera Ratu Maharani ।
Bhakt Ki Raksha Karo Bhvaani ।

About Chandraghanta Mata Ki Aarti

Chandraghanta Mata is one of the forms of Goddess Durga. She is the daughter of Himavat and Maina. Chandraghanta Mata is believed to have the power to grant boons and destroy evil. She is depicted as having ten arms, each armed with a different weapon. Her aarti is chanted to invoke her blessings.