Aarti Om Jai Jai Shri Shani Maharaj

Om Jai Jai Shri Shani Maharaj,
Swami Jai Shani Maharaj ।
Krupa Karo Hum Din Raj Par,
Dukh Hariyo Prabhu Aaj ॥
॥ Om Jai Jai Shri Shani Maharaj ॥
Suraj Ke Tum Balak Hokar,
Jag Main Bade Balwan ।
Sab Devo Main Tumhara,
Pratham Maan Hai Aaj ॥
॥ Om Jai Jai Shri Shani Maharaj ॥

Vikramraj Ko Hua Ghamend,
Apane Shrethan Ka ।
Chaknaachur Kiya Buddhi Ko,
Hila Diya Sartaj ॥
॥ Om Jai Jai Shri Shani Maharaj ॥

Prabhu Ram Aur Pandavji Ko,
Bhej Diya Banwas ।
Krupa Hoi Jab Tumhari,
Swami Bachai Unki Laaj ॥
॥ Om Jai Jai Shri Shani Maharaj ॥

Surya Sa Raja Harichandra Ka,
Bech Diya Parivar ।
Pas Hue Jab Sat Pariksha Main,
Dekar Dhan Aur Raaj ॥
॥ Om Jai Jai Shri Shani Maharaj ॥

Makhanchor Ho Krishna Kanhaai,
Gaiyyan Ke Rakhwar ।
Kalank Madhe Ko Dhoya,
Dhare Hai Roop Virat ॥
॥ Om Jai Jai Shri Shani Maharaj ॥

Main Hoon Din Adnyani,
Bhul Bhai Hamse ।
Kshma Shanty Do Narayan,
Pranam Lo Maharaj ॥
॥ Om Jai Jai Shri Shani Maharaj ॥

Om Jai Jai Shri Shani Maharaj,
Swami Jai Shani Maharaj ॥

About Aarti Om Jai Jai Shri Shani Maharaj

The Shani Maharaj Aarti is a beautiful devotional song dedicated to the Hindu deity Shani. The lyrics of the song praise Shani for his power and strength, and express a deep desire to receive his blessings. The music of the aarti is very soothing and calming, making it perfect for moments of introspection and prayer. Those who sing the Shani Maharaj Aarti with sincerity and devotion are sure to receive the deity's blessings and protection.